Haye teri isi ada k toh kayal hum hain,
toh kya hua jo tere pyar mein ghayal hum hain..
Tujhko lagta h k hum yun hi mar mite tujhpe,
arey pagli, tu jo barkha hai toh badal hum hain.
Ab toh ek pal b nahi kat-ta tere tassavur k bina. .
Yakeen toh is jalim dil ko b nahi hota. . K kya yehi hum hain ??
No comments:
Post a Comment