Thursday, March 31, 2011

jane kya hua mujhko




Na jane kya hua mujhko, jo teri yaad aayi hai..

Tere bin zindagi bhi kya, bas ek andhi si khaai hai..

Ab toh mere sapno mein milna b nahi mumkin,

jise dil yaad karta hai, woh bas teri judaai hai..



Main aksar sonchta hun, kyun tujhe, main pyar karta hoon..

Kyun har ghadi bas yun tera, intezar karta hoon..

Koi darr nahi duniya se par, teri na se darta hoon,

kyun ik tere deedar ko, har pal yun marta hoon..

No comments: