Saturday, October 8, 2011

Woh pehli baar

Kal tak jinse pehchan na thi, dil aaj unhi pe marta hai..

Us aks ko humne palkon me duniya se chhupaye rakha hai, par aankh kahi na khul jaye, is 


baat se ye dil darta hai.






Thi dil mein aarzo aisi, tere ek darsh ki humdam,

ke har ek pal mein humne, waqt sadiyon sa bitaya hai..

Woh din jub samne aaya, toh humko ye samajh aaya,

Ganwara main nahi tujhko, yeh dil bhi ab paraya hai..

No comments: