Sunday, January 20, 2013

Result day feeling

Few lines dedicated to .. students waiting for judgement day !!

kal ki tsunami ka ahsas bhi ajeeb hai...

Aansuon k dariya mein .. sab hi doob jayenge..

koi dukhon ke sagar mein.. doobta hi jayega..

kuchh khushiyon ke aansu ko rok nahi payenge..

yeh raat bahut bhari hai.. hum so bhi na payenge..

Aankhein band kar bhi lein toh marks najar aayenge..

Written by - Ca Shammi - the Author

No comments: