Saturday, March 7, 2015

Random beauty

Teri Jheel si gehri aankhein dekhi, chaand sa roshan chehra dekha
In surkh labo ki muskaano pe, chaandni raat ka pehra dekha
Tere kaale lambe julfon mein, ek jhumka bada sunehra dekha

Us hushhn ki kya taarif karun, jahan pyaar bhi itna gehra dekha.. 

No comments: